Ho Bandeya Dhundhe Hai Kya-Main Safar Mein Hu Khoya Nahi Lyrics

Ho Bandeya Dhundhe Hai Kya-Main Safar Mein Hu Khoya Nahi Lyrics

Song Details

Movie: Notebook

Singer/Singers: Vishal Mishra, Asees Kaur, Dhvani Bhanushali, Kamaal Khan, Mohit Chauhan

Music Director: Vishal Mishra

Lyricist: Akshay Tripathi, Abhendra Kumar Upadhyay, Vishal Mishra, Kaushal Kishore

Actors/Actresses: Mir Sarwar, Pranutan Bahl, Zaheer Iqbal

Year/Decade: 2019

Music Label: T-Series



Song Lyrics in English

Ho Bandeya Dhundhe Hai Kya
Rahe Teri Hai Ghar Tera
Chalna Waha Jana Waha
Khud Tak Kahi Pahunche Jaha
Kadam Utha Aur Sath Mein Ho Le
Shehar Shehar Ye Tujhse Dekho Bole
Tukir Tukir Yu Apne Naina Khole
Zindagi Pee Le Zara
Behti Hawao Ke Jaise Hai Irade
Udte Parindo Se Sikhi Hai Jo Bate

Anjani Raho Pe Koi Main Chala
Main Safar Mein Hu Khoya Nahi
Khoya Nahi Khoya Nahi Khoya Nahi
Thoda Aage Bhadhe Maine Jana
Ye Sach Hai To Kya Hai Uljhe Uljhe Sab Sawal
Zindagi Hai Kya Main Kaun Hu
Maine Ye Jana Mujhe Mil Hi Gaye Sab Jawab
Dekho Na Hawa Kaano Mein Mere Kehti Kya
Boli Vekh Fareeda Mitti Khuli
Mitti Utte Fareeda Mitti Duli
Chaar Dina Da Jee Le Mela Duniya
Phir Jane Hona Kya

Behti Hawao Ke Jaise Hai Irade
Udte Parindo Se Sikhi Hai Jo Bate
Anjaani Raho Pe Koi Main Chala
Main Safar Mein Hu Khoya Nahi Khoya Nahi
Ye Kaisa Safar Hai Jo Yu Duba Raha
Jaa Pau Kahi Main Ya Laut Ke Aa Raha
Wo Chehre Wo Aankhe Wo Yaade Purani Mujhe Puchhti
Ye Nadiya Ka Paani Bhi Behta Hai Kehta Yahi
Main Safar Mein Hu
Khoya Nahi Khoya Nahi Khoya Nahi

{/tabs}

Related Articles