Sukh Or Dukh Is Dunia Me Takdir Ne Bate Hai-Sukh Aur Dukh Is Duniya Me Takdir Ne Bate Hai Lyrics

Sukh Or Dukh Is Dunia Me Takdir Ne Bate Hai-Sukh Aur Dukh Is Duniya Me Takdir Ne Bate Hai Lyrics

Song Details

Movie: Naami Chor

Singer/Singers: Mukesh

Music Director: Kalyanji Anandji

Lyricist: Shadab

Actors/Actresses: Biswajeet and Shatrughan Sinha

Year/Decade: 1977

Music Label: Saregama India Limited



Song Lyrics in English

Sukh Or Dukh Is Dunia Me Takdir Ne Bate Hai
Ek Daman Me Phul Bhare Hai Ik Me Kate Hai
Ek Me Kate Hai

Jo Papi Ka Nash Kare Wo Apradhi Kahlaye
Lekin Ye Takdir Ka Likha Koi Badal Na Paye
Jab Khud Insaf Ka Malik Dekhke Chup Rah Jaye
Sukh Or Dukh Is Dunia Me Takdir Ne Bate Hai
Ek Daman Me Phul Bhare Hai Ik Me Kate Hai

Rona Iska Dekh Raha Hai Tu Insaf Ke Wali
Apne Lahu Se Ki Thi Jisne Bagiya Ki Rakhwali
Aag Laga Di Is Dunia Ne Jal Gayi Sab Haryali
Sukh Or Dukh Is Dunia Me Takdir Ne Bate Hai
Ek Daman Me Phul Bhare Hai Ik Me Kate Hai

{/tabs}

Related Articles