सुरमई शाम इस तरह आये-Surmai Shaam Lyrics

Song Details

Movie: Lekin

Singer/Singers: Hridayanath Mangeshkar, Suresh Wadkar

Music Director: Hridayanath Mangeshkar

Lyricist: Gulzar

Actors/Actresses: Vinod Khanna, Dimple Kapadia, Hema Malini, Alok Nath, Moon Moon Sen, Amjad Khan, Beena, Manohar Singh, Vijayendra Ghatge, Ajit Vachchani

Year/Decade: 1991

Music Label: Saregama India Limited



Song Lyrics in English

Surmayi Sham Is Tarah Aaye
Surmayi Sham Is Tarah Aaye
Saans Lete Hai Jis Tarah Saaye
Surmayi Sham Is Tarah Aaye
Saans Lete Hai Jis Tarah Saaye
Surmayi Sham

Koi Aahat Nahi Badan Ki Kahi
Phir Bhi Lagata Hai Tu Yahi Hai Kahi
Koi Aahat Nahi Badan Ki Kahi
Phir Bhi Lagata Hai Tu Yahi Hai Kahi
Wakt Jata Sunayi Deta Hai
Tera Saya Dikhayi Deta Hai
Jaise Khushbu Nazar Se Chhu Jaye
Jaise Khushbu Nazar Se Chhu Jaye
Saans Lete Hai Jis Tarah Saaye
Surmayi Shaam

Din Ka Jo Bhi Paher Guzarata Hai
Koi Ehsan Sa Utarata Hai
Din Ka Jo Bhi Paher Guzarata Hai
Koi Ehsan Sa Utarata Hai
Wakt Ke Panv Dekhta Hu Main
Roz Ye Chhanv Dekhta Hu Main
Aaye Jaise Koi Khayal Aaye
Aaye Jaise Koi Khayal Aaye
Saans Lete Hai Jis Tarah Saaye
Surmayi Sham Is Tarah Aaye
Saans Lete Hai Jis Tarah Saaye
Surmayi Sham

Song Lyrics in Hindi

सुरमई शाम इस तरह आये
साँस लेते हैं जिस तरह साये
सुरमाई शाम…

(कोई आहट नहीं बदन की कहीं
फिर भी लगता हैं तू यहीं है कहीं) -२
वक़्त जाता सुनाई देता है
तेरा साया दिखाई देता है
जैसे खुशबू नज़र से छू जाये
साँस लेते हैं जिस तरह साये
सुरमाई शाम …

दिन का जो भी पहर गुज़रता है
कोई अहसान सा उतरता है
वक़्त के पाँव देखता हूँ मैं
रोज़ ये छाँव देखता हूँ मैं
आये जैसे कोई खयाल आये
साँस लेते हैं जिस तरह साये
सुरमाई शाम

{/tabs}

Related Articles