मैं हूँ साथ तेरे Main Hoon Saath Tere



Song Title : Main Hoon Saath Tere Lyrics
Movie: Shaadi Mein Zaroor Aana
Singer: Arijit Singh
Lyrics: Shakeel Azmi, Kunaal Verma
Music: Kaushik-Akash-Guddu (KAG) for JAM8
Music Label: Zee Music Company







Song Lyrics in Hindi

[आसमां सितारों से
छलकने लगा
चाँद सा तू जो
मुझमें चमकने लगा] x २

मैं हूँ तेरे यूँ पास में
बनू तेरा एहसास मैं
यार जी लूं आ तेरी
हर सांस मैं..

चाँद सा तू ढलता
तू सुबह सा है निकलता
तेरे साए में चलता
मैं हूँ साथ तेरे
मैं हूँ साथ तेरे

है येही इरादा
तुझे चाहूं खुद से ज्यादा
दिल से है ये वादा

[मैं हूँ साथ तेरे
मैं हूँ साथ तेरे] x २

सीने में तेरे प्यार की
udti है पतंगें
उड़के यूँ हवा में तेरा
मैं आँचल हुआ

ओ.. भीगा हूँ तेरे साथ मैं
बारिशों में तेरी
बिखरी जो तेरी ज़ुल्फ़ तो
मैं बादल हुआ

तेरी काली आंखें
मेरे ख्वाब का है दरिया

मैं उतर के इनमें खो गया

है येही इरादा
तुझे चाहूं खुद से ज्यादा
दिल से है ये वादा

[मैं हूँ साथ तेरे
मैं हूँ साथ तेरे] x २

तेरे ही लिए रात भी
दिन भी मैं गुजारूं
सोये तू तुझे रात भर
मैं देखा करूँ

मुझमें तू कुछ इस तरह से
हो गया है शामिल
तेरे बिन चलूँ भीड़ में
तो तन्हा लगूं

आईना हो कोई
नज़र आये मुझको तुही
मैं भी तेरा चेहरा हो गया

है येही इरादा
तुझे चाहूं खुद से ज्यादा
दिल से है ये वादा

[मैं हूँ साथ तेरे
मैं हूँ साथ तेरे] x २

Song Lyrics in English

Main Hoon Saath Tere Lyrics

Aasma sitaron se
chalakne laga
chand sa tu jo
mujhmein chamakne laga
aasma sitaron se
chalakne laga
chand sa tu jo
mujhmein chamakne laga

main hoon tere yun pass mein
banu tera ehsaas main
yaar je lun aa teri
har saans main

chand sa tu dhalta
tu subah sa hai nikalta
tere saaye mein chalta
main hoon saath tere
main hoon saath tere

hai yehi irada
tujhe chahoon khud se zyada
dil se hai yeh waada

main hoon saath tere
main hoon saath tere
main hoon saath tere
main hoon saath tere

seene mein tere pyar ki
udti hai patangein
udke yun hawa mein tera
main aanchal hua

o.. bheega hoon tere saath main
baarishon mein teri
bikhri jo teri zulf toh
main badal hua

teri kaali ankhein

mere khaab ka hai dariya
main utar ke inmein kho gaya

hai yehi irada
tujhe chahoon khud se zyada
dil se hai yeh waada

main hoon saath tere
main hoon saath tere
main hoon saath tere
main hoon saath tere

tere hi liye raat bhi
din bhi main guzarun
soye tu tujhe raat bhar
main dekha karoon

mujhmein tu kuch iss tarah se
ho gaya hai shaamil
tere bin chalun bhid mein
to tanha lagun

aaina ho koi
nazar aaye mujhko tuhi
main bhi tera chehra ho gaya
dil se hai yeh waada

main hoon saath tere
main hoon saath tere
main hoon saath tere
main hoon saath tere

{/tabs}

Related Articles