ल: अपने होंठों की बंसी बनाले मुझे-Apne Hothon Ki Bansi Lyrics

ल: अपने होंठों की बंसी बनाले मुझे-Apne Hothon Ki Bansi Lyrics

Song Details

Movie: Gambler

Singer/Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Music Director: S D Burman

Lyricist: Neeraj

Actors/Actresses: Dev Anand, Zahira, Shatrughan Sinha, Zahida, Sapru, Kishore Sahu, Sudhir, Iftekhar, Baby Tabassum, Mumtaz Begum, Jeevan, Manorama, Sachin Pilgaonkar, Jagdish Raaj, Rashid Khan, Keshav Rana, Birbal, Ravikant, Sabeena, Umakant, Naseema Rana

Year/Decade: 1971

Music Label: Saregama India Limited



Song Lyrics in English

Apne Hontho Ki
Apne Hontho Ki Bansi Bana Le Mujhe
Meri Saanso Me Teri Saans Ghul Jaaye
Aarazu To Hamaari Bhi Hai Ye Magar
Dar Hai Mausam Kahi Na Badal Jaaye
Apne Hontho Ki Bansi Bana Le Mujhe
Meri Saanso Me Teri Saans Ghul Jaaye

Dekha Tujhe, Chadha Ye Kaisa Nasha
Chali Ye Kaisi Hava, Bhule Ham Ghar Ka Pata, Ho Ho
Dekha Tujhe, Chadha Ye Kaisa Nasha
Chali Ye Kaisi Hava, Bhule Ham Ghar Ka Pata
Ab To Nahi Hamse Hona Juda
Apni Baaho Ka Ghunghat Udha De Mujhe
Pyaar Ki Ye Na Doli Nikal Jaaye
Aarazu To Hamaari Bhi Hai Ye Magar
Dar Hai Mausam Kahi Na Badal Jaaye

Ye To Bata, Kaha Rakhu Ye Kamal
Zidagaani Hai Meri, Ret Ka Ek Mahal, Ho Ho
Ye To Bata, Kaha Rakhu Ye Kamal
Zidagaani Hai Meri, Ret Ka Ek Mahal
Yaad Jaise Ho Koi Aati Gazal
Apni Raato Ka Dipak Bana Le Mujhe
Ye Sulagati Hui Shaam Jal Jaaye
Apne Hontho Ki Bansi Bana Le Mujhe
Meri Saanso Me Teri Saans Ghul Jaaye

Paas To Aa, Ye Din Mar Jaane Ka Hai
Ho Ye Din Kuch Khone Ka Hai, Ye Din Kuch Pane Ka Hai
Paas To Aa, Ye Din Mar Jaane Ka Hai
Ho Ye Din Kuch Khone Ka Hai, Ye Din Kuch Pane Ka Hai
Mausam Ye Ruthne Manaane Ka Hai
Apne Daaman Ki Khushbu Bana Le Mujhe
Dil Ke Sune Me Koi Phul Khil Jaaye
Aarazu To Hamaari Bhi Hai Ye Magar
Dar Hai Mausam Kahi Na Badal Jaaye
Apne Hontho Ki Bansi Bana Le Mujhe
Meri Saanso Me Teri Saans Ghul Jaaye

Song Lyrics in Hindi

ल: अपने होंठों की बंसी बनाले मुझे
मेरी साँसों में तेरी साँस घुल जाए

कि: आरज़ू तो हमारी भी है ये मगर
डर है मौसम कहीं ना बदल जाए

ल: देखा तुझे, चढ़ा ये कैसा नशा
चली ये कैसी हवा, भुले हम घर का पता, हो हो
अब तो नहीं हमसे होना जुदा
अपनी बाहों का घूँघट उढ़ा दे मुझे
प्यार की ये ना डोली निकल जाए
कि: आरज़ू

हो हो हो

ये तो बता, कहाँ रखूँ ये कमल
ज़िंदगानी है मेरी, रेत का एक महल, हो हो
याद जैसे हो कोइ आती गज़ल
अपनी रातों का दीपक बनाले मुझे
ये सुलगती हुई शाम जल जाए

दोनो: पास तो आ, ये दिन मर जाने का है
हो ये दिन कुछ खोने का है
ये दिन कुछ पाने का है
मौसम ये रूठने मनाने का है

अपने दामन की खुशबू बनाले मुझे
दिल के सूने में कोइ फूल खिल जाए
आरज़ू

{/tabs}

Related Articles